Agar aapko oopar screenshot mein dikhaya gaya jaisa error message milta hai to aap in steps ko follow karke unhen sahi kar sakte hain:
- Honeygain application uninstall karke
- Yahan inn steps ko follow karke apne device se kripya Honeygain application uninstall karein.
- Uninstall karne ke baad bachi hui filon ko bhi hatayein
- Apne keyboard par ek saath " Windows " aur " R " keys dabayen
- " appdata "enter karein
- "local" folder mein, Honeygain folder dhodhen aur delete karein
- " Roaming "folder mein, Honeygain folder dhodhen aur delete karein
- Registry mein Honeygain entry delete karein
- Apne keyboard par ek saath " Windows " aur " R " keys dabayen
- "regedit"enter karein
- Left par navigation menu ka istemaal karke, " Computer\HKEY_CURRENT_USER\Software\ "navigate karein
- "Honeygain" dhoodhen uspar right-click karein aur delete kar den.
- Apna device dobara shuru karein
- Apne device par yahan se Honeygain download aur install karein.