OEM Battery Optimization jis tarah se kaam karta hai usse Android ecosystem mein samasya aa rahi hai.
Jaisa ki ham apne users ko Honeygain app ko whitelist ya koi anumati dene ke liye zabardasti nahin karna chahte hai to hamne aap k zinda rakhne ke liye sahi sambhav upaayon ko laagoo kiya hai. Lekin ise paana zyada mushkil hota ja raha hai, khaastaur se naye updates ki wajah se...
Phir bhi aap Battery/Power saving band karne ki koshish aur Optimization Settingsmein badlaav kar sakte hain.
Battery/Power Saving band karein
Samsung devices | Huawei devices | HTC Devices | Google Devices | Google Devices and Android 10
Samsung devices
- Battery settings access karein > App Power Saving > se judi jaankari > Honeygain > band kiya gaya
Naye Samsung Device par
- Settings > Apps > Honeygain > Battery > Battery ka istemaal optimize karein > nahin optimize karein
- Settings > Apps > Honeygain > Battery > Backgound activity ki anumati den > chaloo
Huawei devices
- Energy Settings ko normal karein aur Honeygain ko surakshit Apps mein jodein.
HTC Devices
- Phone Settings -> Battery -> Power Saving Mode -> Battery Optimization -> app chunen -> optimise nahin karein-> save karein.
Google Devices
- Settings > Battery Saver > band
- Settings > Apps & Notifications > Special app access > Battery optimisations > Nahin Optimised kiye gaye (Honeygain ko list mein hona chahiye)
- Settings > Apps & Notifications > App Info > Honeygain > Advanced (Battery) > Background Restriction = Background ka istemaal ko roka nahin ja sakta.
- Settings > Apps & Notifications > App ke baare mein jaankari > Honeygain > Advanced (Battery) > Battery Optimisation = Optimised nahin kiya gaya
Google Devices aur Android 10
- Apne device par settings kholen aur ye sab dekhen:
- Locations > App anumatiyaan > Honeygain > har waqt anumati den
- Battery > Battery Saver > Off kren
- Apps & Notifications (Sabhi apps dekhen dabayen) > Honeygian > Battery > Battery Optimisation > (optimise nahin kiya jana chahiye)
Optimization Settings
OnePlus | Samsung | Huawei | HTC | MIUI (Xiaomi) | Sony | LG | Motorola
OnePlus
- Phone Settings > Battery > Battery optimization - Sabhi apps list par switch karein (Top menu) – Honeygain chunen aur Optimize nahin kareinchunen
Samsung
- Phone Settings > Applications > teen dot menu chunen (oopar daayen kone mein) > Special Access > Battery ke istemaal ko optimise karein > pakka karein ki Honeygain NAHIN chuna gaya ho.
Huawei
- Phone Settings > Apps > Advanced (Niche mein) > Ignore optimizations - ‘Anumati hai’ dabayen aur Sabhi apps chunen - pakka karein ki Honeygain ko sabhi anumati di gai ho.
HTC
- Home screen se, tap karein aur fir setting khojen aur tap karein.
- Power tap karein
- Battery optimization tap karein
- Nahin optimize kiya gaya > Sare apps ki list dekhne ke liye Sabhi Apps tap kaein.
- Battery optimization band karne ke liye, Honeygain tap karein, aur phir nahin optimize karein tap karein > ho gaya.
MIUI
- Phone Settings > Aur zyada settings > Battery & Pradarshan > App ke istemaal ko manage karein > App chunen aur Honeygain chunen
Sony
- Phone settings > Battery > ooparee dayen kone mein (...) menu ko chunen aur Battery Optimisation > Apps > Honeygain dabaen
LG
- Phone Settings > Battery & Power saving – Battery usage > Optimizations choden> Honeygain ke liye battery optimization ko choden ko chaloo karein.
Motorola
- Phone Settings > Battery > dayen kone mein menu ko tap karein () – Battery Optimization chunen’ > nahin optimized kiya gaya tap karein aur Sabhi Apps chunen – Iss list mein Honeygain dhundhen aur ‘Optimize nahin karein chunen’.