Honeygain ka istemaal karne ke liye aapko aise platform ki zaroorat hogi jismein Windows, macOS, or Android operating systems (OS) ho. Aajkal kai aise tool aa gaye hain jo in OS ki nakal alag enviroment mein kar dete hain.
Honeygain app in setup par bhi kaam karta hai. Iske bavajood Honeygain team VPS, VMs, or Emulators istemaal karne ka sujhaav nahin deti hai. Iske peeche yeh wajah hai - aise mein user setup sahi nahin hoti, hamara dhokhadhadi rok thaam arlgorithm chaukanna ho jata hai jiski wajah se aapka Honeygain account ban ho sakta hai.
VPS, VMs, or Emulators wagairah ka ismtemaal soch samajh ke hi karein. Agar aapne VMs ya Emulators ka istemaal kiya hai to aapke account ka dhokhadhadi ke liye band hone ki zimmedari Honeygain team ki nahin hai.
isake baare mein adhik jaanane ke liye, krpiya Honeygain Anti-Cheat aur apna account ban hone se kaise bachayen ke baare mein hamara article yahan dekhen.