Kyonki Honeygain kamai ka bilkul hi ek alag tareeke ke zariya ka application hai, web browse karne se ya koi bhi network se judi activity karne se aapki kamai par bilkul bhi asar nahin padega. Kyonki aapki kamaai aapke desh mein traffic ki demand par nirbhar karti hai saah hi ek chetra mein ek saath mein istemaal kar rahe Honeygain users par bhi. In sab ke lihaaz se Honeygain application apne aap adjust kar leta hai.
Dekha jaye to sab milakar, web browsing ya aapke network ka zyada istemaal ka asar aapki kamai par nahin padta, kyonki aapki browsing ka aapki chetra mein traffic ke demand ka ek doosre par ya Honeygain istemaal karne walon par koi asar nahin padta