HAC un users ke account ko suspend kar deta hai jo Honeygain application mein hera pher karte hain ya galat kaamon ko anjaam dete hain taaki unhen zyada credit kamaane/ ya zyada traffic mile jiske wo hakdaar nahin hain. Honeygain users or unke aankdon ka lagataar check karke HAC system unlogon ko pakad leta hai jo hamare system ka galat tareeke se istemaal kar rahe hain taaki wo zyada se zyada credit aur/ya traffic paa saken.